keyboard ka
use hum word typing me sabse jyada karte he dosto ek good typer banne ke liye
hame keyboard ki puri jankari honi chayiye. To dosto jante he keyboard ki puri
jankari hindi me.
Key board kya he?
Dosto
keyboard ek input device hota he.
Jiske dwara ham type karke data input karate
he. Keyboard dosto qwerty keys wale hote he. Normaly key board me 104 key hoti.
Jisme ki
number key28 and alphabet key26 hoti he. F1 se F12 function key hoti he. Symbol
10 hoti he. 4 Nevigation key hoti he. And Tab, Esc, CapsLk, NumLock, Backspace,
space, Enter, Shif-Shif, Ctrl-Ctrl, Alt-Alt, Windows key, option key,Insert,
PrtScreen, Home End, PgUp, Pgdn, Delete key 21 key hoti he.
Key board keys divided by 5 type.
1 Function
key
2. Alfabatic
key
3.Numbe key
4. Symbol
key
5. special
key.
1.Keyboard Function Key:- keyboar me F1 se F12 tak ki key
function key hoti he.
Usese of Function Key:-
Dosto jante
he function
key ke usese
Refresh
page, computer press F5, and typing time perss F5 them find nad Replace option,
F12 save as file, press
F1 word help,
swich off setdown Pc karne ke liye F4 and ager apko windows Install karni he to
PC on karne ke bat jab loading hoti he to F8 press karne se Boot Menu open hota
he lekin alag alag company ke laptop or PC ke liye Boot menu Function key alag
hoti he.
2.Alfabatic
key Uses:- ye key
A to Z key hoti he and keyboard me ye is pattern me hoti he
QWERTYUIOP
ASDFGHJKL
ZXCVBNM
Inka uses
hum type karne me karte he.
And F
or J key me _ ubhar hota he isa isiliye hota he taki hum bina keyboard
me dekhe type kare to hamari finger F and J me set ho jaye or
hamesa usi me hi rahe .
3. Symbol
key me 1 se
backspace se pahle ki keys ati he or backspace se niche wah enter se left ki
kuch key ati he.
Ye key
symbol Insert karti he.
!@#$%^&*()-_+=
[{]}\|
;:”’
<,>.?/
~`
Ye sabhi
symbol he.
Number key 0 se 9 tak ki key hoti he ye keyboard me 2
bar hoti he ek bar 1234567890-=
type me hoti he or
Fir
NumLock
/ * -
7 8 9 +
4 5 6
1 2 3
> 0 . enter
Ye
calculation type key hoti he in keys ko active karne ke liye Numlock key press
karte he.
Special key ya control key:-
Is me ctrl,
shit alt key ati he.
In key ko
kisi or key ke sath combind karke use karte he.
Usese of sift, ctrl, alt keys
Shift key ke
dwara later capital, insert symbal, mark text, karne kiya jata he.
Ctrl key ko
control key kahte he. Iska use combind key ke liye hota he jaise save file, ctrl+s find page ctrl+f etc.
Alt ka use
beena mouse use kiye teer ko icon me lejane or hindi typing me hota he.
Is parkar
Space key ka
use spcace , Bacspace key ka use mitane, tab key ka use long space lagbag 5
space ke liye, CapsLk ka use sabi later ko Capital me type karne me. Or Esc ka
use close dilog box karne me
Type of keyboard
Sath hi bajar me 99 se laker 10000 tak ki range
me available he. Jisme wire wale, wireless, blutooth wale or wifi network me
kam kare wale he. Sath hi multimedia key wale key board bhi milte he.Inhe ap
mobile se wire wale otg calbe ke dwara or wireless
blutooth and wife ke maddat se connect kar sakte he.