Cliparts image banana “make a clipts, logo image"



Har kisi ko image edit karne ke liye cliparts ki jarurat padti he. Wah kai image edite ka use karte he. Lekin unme unhe apne man pasand ke clip arts nahi milte he.
To ap khud hi cliparts image bana sacte me wobhi apne aproide mobile ya pc se
Lekin ager apko photoshop.apk ya pc ke liye photoshop.exe nahi he ya he or apko chalana nahi ata he.
To bhi ap normaly use copy cut pest edit software se phi clipart image bana kar kabhi bhi image edit me uska use karsakte he.

Cliparts banane se pahle jane kya he cliparts image
Cliparts image ke tukade he jine uka kar kisi bhi image me lagaya ja sacta he. Jaise ap apni photo me se keval apne apki image ko cut karke use clipart ke rup me save karte he. Fir kisi bhi image me use normally using software se pest kar sacke he.

To ap jante he kaise banaye cliparts image.


Ye sabse simple tarika he cliparts banana ka.

1-apne mobile me ya pc me paint.nat software open kare.

2- image chune ya image ko edit kare apne cliparts ko design karne ke hisab se.
3-erager (rabber) ka use karke background ko cliparts banana ke hisab se mitaye jisse clipart ke piche kewal chese board black white hi dikayi . or useke upper apki cliparts image dikhayi de.
4- is clipart image ko chota bada karne ki liye resize ya resulation ka use kare
5- ab ise save as kare  fir ise only *.gif format me hi save kar vorna apki clipart image work nahi karegi.

Note: ager clipart tik se kam nahi kar rahi ye . ya photo editer dwara show nahi ho rahi he to is clipart.gif image ko anpe hisab se *.jpg, png, mbm kar sakte he.

Hello! I am Subhash S Bisht a founder of Tallyseekhe or Subhash2tricks and Subhash S bisht,

Previous
Next Post »