google se kisi bhi file ko turant
pane ka tarika.
ham sab jante he aj ke is
yug me Internet ki madad se kisi bhi file ya data ko pana kitna asan he. Google
waha search ingen he jiski
madat se hum us data tak
pahuche he. aj duniya ka "lost of data" internet me "save" he. or hum
Google ki madat se he us data or file
sabse pahle hum jante he ki data or file Internet me kin kin rupo me save
hoti he
1- video
2- image
3- sounds
4- words text
5- software or games
6- data file documents
hame internet se
"Information" inhi rupo me milti he.
in sabhi file ka apna ek
extantion formate ". " hota he jaise video liye "video ko
naam.mp4" yaha vdeo ka formate "mp4" he.
isi parkar image ke liye
.jpg or sounds ke liye .mp3 software ke liye har so "operating
system" ke alag alage formate hote he
jaise android ke liye .apk
windows pc ke liye ".exe" windows phone ke liye "software
nam.cab" hote he.
or ab hum jante he google
hame kya search option deta he.
image search ke liye
"Image search". video search ke liye "youtube.com"
or main jo he "Web
search" iski madad se hum un site
me pahuch jate he jis site ke pas wah file he.
isi parkar ager ham mobile
me internet use kar rahe he to mobile friendly site ko pane ke liye "moble
search ka upyog karte he.
google map ko poryog hum
kisi bhi city ka naksa map dekhne ke liye karte he.
ap bat karte he hum un file wo data ko
turant pane ke liye google "search Input box" me kya type
kare.
image search karne ke liye
hum "Google image search" me type karege us image ka name or. formate
(.gif, jpg, jpeg, png, mbm)
jaise muje wwe join cina
ki 2015 hell in cell ki emage chahiye wo bhi big resulaion or size me to me
"search box" me type karunga
wwe join cina hell in cell
otuber 2015"
Importent bat hum image ke
rup me exam key job alurt kisi bhi game or software game or koi bhi think likh
kar pa sakte he.
"web search" ke dwara ek hi click me video or mp3 songs android
file ko download karne ke liye ham "web search" hum type karte he
file ka name.extantion
downlaod jese muje Salman Khan ki film "kick" ka "tu hi tu har
jagah kyo he" pana he. to mene type karta
hu "search box"
me 'tu he tu har jagah.mp3 download' fir search me click
or ager hame android
software me "microsoft office" software download karna he to fir ham
type karenge "search box" me
microsoft office.apk android download"
isi tarah books parane ke
liya "search box" me type karte he "book ko name.pdf download
agar hum mobile me internet
chala rahe to fir koi bhi file ya game apps mp3 or video ko pane ka sabse pahle
"mobile search" ka
upyog karke first ki khuli
ek do site me hi wah file ya data download kar sakte he......
agar apki koi file search
karke download link nahi mil pa raha he to ap mujese comment ke dwara kah sakte
he.