Dosto ek good job pane ke liye computer gyan ke sath good English typing (40wpm)skill ka hona bahut jaruri he. Jab hum kisi job ka written exam pass kar lete he to fir computer diploma hone ke bat bhi typing test qualify nahi kar pate he. Dosto ek to typing test me English typing ke liye 40wpm ki speed chahiye sath hi typing test 10 minat ka hota he jisme ki
back space key work nahi karti he or galat word typing ke karan hum test me qualify nahi kar pate he. Iska ek karan ke hum typing sahi tarike se nahi kar rahe hote he. Dosto English typing karne ke liye hame ye pata hona chahiye ki typing ke liye hum apne hatho ki sari finger ka use kare. Yani ki kis finger se kon si key press karni he or English typing ke liye English bhi ani chahiye yani hamare mind English type word ki spelling ani chahiye to jante he
English typing kerane ke rule:
Typing ke liye fresh mind ke sath apni 10 finger se 9 finger ka use karte yani jitne jyada log kam ko karenge to kam bahut jaldi ho jayega.
English
typing ki suruvat kaha se kare.
Typing
seekhane ke liye step follow kere.
Sabse
pahe apne pc ka notpad ya word open kere fir asdf type kare fir space key press and type ;lkj type kare.
Or
is yad kare bich line me asdf gh jkl; ‘
Ise
per day 1 se 2 gante kare.
Ese
seekh lene ke bat
Ap
“qwert yuiop” type kare.
Ise
yad karne ke bat aap
Sabse
niche line ke word yad kare
Yani
“zxcv bnm,.”
Ise
per day type or yad kare kam se kam 15 days lagatar
Fir
aap type kare
“Asdf
gh jkl;’ qwertyuiop zxcv bnm,.”
Yani
ab apko yad ho gaya he ki kaha par kon se key he.
Qwer
ty uiop[]
Asdf
gh jkl;’
To
fir aab ab typing waha sentence type kare jisme typing ke sare later a jate he
yani.
“A
quick brown fox jumps over the lazy dog.”
Ise
par day kam se kam 30 bar type kare.
Jab bhi aap ko capital later type karna ho to
Ager
apko left hand ke word capital me type karne he to right site me right hand
shift key use kare. Is tarah se aap ko ager right hand ke word capital me type
karne he to left side sift key use kare left hand se.
Enter
perss karne ke liye sadev right hand ki akhari finger ka use kare or back space
key ke liye bhi sadev right hand ki akahri choti finger ka hi use kare
Koshis
kare ki kam se kam backspace key ka use kare typing karte he.